One who works in devotion, who is a pure soul, and who controls his mind and senses is to God and for Everyone, and everyone is dear to him.
Though always working, such a man is never entangled.
Means In Hindi,
karm koi bhi kar sakta hai par sahi tarah se karm ko bahut kam log kar pate hai kyoki jab koi bhi shtri/purush kisi kam ko Prarambh karte hai to unke Dimag main kuch baten hoti jiski bajah se kam prarambh hota hai par usko pura karne tak wo ek jesa rahta hai ya nai ye uske upar hi Nirbhar karta hai.
Jese ek vidhyarthi exam ki teyari Prarambh karta hai to uske Dimag main kuch Lakshy hote hai par bahut hi kum vidhyarthi ese hote hai jo unko ek jesa rakh pate hai jo Lgatar Tarakki ke marg par rakhta hai usko kisi se kuch kahne kee jarurat nai hoti wo khud hi sabhi ke samne paridam ke roop main hote hai.
Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare!
Hare Ram Hare Rama Rama Rama Hare Hare !!